Ms. Jawaria and Mr. Mubashir are our shining stars from graphics designing batch in 2022. They have studied Adobe Illustrator, Adobe Photoshop, Corel Draw, Adobe InDesign, Urdu Inpage, HTML, CSS and web designing in our six months graphic designing course in 2022 - 2023. They will guide you through this video how you can start your graphics and web designing career in freelancing.
Asalam-o-Alikum!
Graphic designing ek aisi skill ha jis main ap bohat hi kam waqat main freelancing start kar saktain hain na sirf freelancing kar sktain hain balkai on ground bohat sari jobs ap ko bohat asani sai mil jati hain is feild main anai kai liya ap kai pass kisi bhi degree ka hona lazmi nahi lakin is ka matlab ya nahi kai ap chand tutorials dakh kai is feild main in ho jain kisi bhi feild main kamayab honai kai liya ap kai pas ek achai mentore ka hona zaruri ha and we are lucky kai mujha sir ishtiaq jaisai sir aur masia institute jaisa plateform mila jinho nai humain bohat support kiya jinho nai hamain 6 mah kai ander Adobe illustrator,Adobe photoshop,Coreldraw,Adobe Indesign aur HTML,CSS na sirf ya karwaya balkai hamain internship bhi karwai ji bilkul aur hamain in module main jo cheezain sikhai gai thin wo visiting cards ki designing brochure ki designing signboard designing aur colour theory photo editing and mixing aur is kai ilawa jo hamain sikhaya gya tha wo web designing thi jis main hamain kafi sari mushkilat ain thin jis main hamain free retakes provide kiya gai thai aur free retakes ki waja sai hamari jo grip ha wo mazeed improve hui thi aur hamain bohat kush sikhnai ko mila tha main sir ishtiaq aur masia institute ka bohat shukar guzar hun kai in nai hamarai sat bohat cooperate kiya aur agar girls kai laihaz sai is plateform ki bat ki jai to ya bilkul save ha girls kai laihaz sai girls ko yahan seperate classes provide ki jatin hain masia institute ko location ko dundna asan hai qka main 6th road metro station kai pass dubai plaza kai bilkul opposite side pai ha aur last main hum yahi reccommend karain gai kai ap bhi masia institute visit karain aur apna addmission yahan pai karwain aur apnai career ka agaz karain.